yado'n k makeeno'n ko...

Yado k makeeno ko
Ajab ik khof sa rehta ha
Is sardi k mahine se
K jis k khamosh se din hain
Bht khamosh hain ratain
Bht udaas si shamain
Bht takleef deta ha
Purane waqt sochna
Gaye lamhat me jana
Wahan par tum to hotay ho
Magar ik bar phir se jab
Khayalon he khayalon me
Humain tum chor jatay ho
Bht takleef deta ha
Isi ka khof sa rehta ha

Is sardi k mahinay main.....

Comments